A Political Blog of columns and opinion, current affairs discussing primarily Politics of Pakistan
Thursday, 6 June 2013
Wednesday, 22 May 2013
Khazana Khali hai
Miaan sahab ka Paighaam, Apnay bholay nooray Voters kay nam :
Bijli bhi laa deta
Motorway bhi bana deta
kasmay Bullet train tay chala hi deta
Zardari ko ghaseet deta
danish school bhi banwa deta
maeeshat ko barha deta
Roshan pakistan bhi tumhain laa deta
Karachi aman ka gehwara bana deta
roz roz ki hartaalain aur sog khatam kara deta
lahore kya pooray pakistan ko PARIS BANA DETA
Tumharay gharon tak Qarzay bhi pohoncha deta
peeli taxi na sahi, chota computer bhi choro,
SOlar lamp to tumhain de hi deta
Kasmay mulk ki taqdeer badal deta
MAGAR KYA KAROON #khazanakhalihai :D
Thursday, 25 April 2013
Thursday, 18 April 2013
Wednesday, 10 April 2013
Friday, 29 March 2013
Thursday, 14 March 2013
Subscribe to:
Posts (Atom)
